Home
Poetry
Biography
Beauty Tips
Health
Short Stories
Hospitals
Interview
Scientist
Urdu Quotes
Jokes
Lyrics
Mobile Phones
Coaching Centre
Postal Codes
Beauty Tips
Articles
Blood Bank
Health
Home Poetry
Ahmad Faraz
There are famous and latest collection of Ahmad faraz urdu poetry, shayari, love, sad poetry, romantic poetry and ghazals. Ahmad Faraz is famous poet of Pakistan so you will read and find latest collection of ahmad faraz poetry in Urdu and Hindi.
Ab Ke Hum Bichde To Shaayad Kabhi Khwaabon Mein Mile
Jis Tarha Sokhey Howe Phool Kitabon Mein Mile
“Faraz” Ab Koi Souda Koi Junoon Bhi Nahi
Magar Qaraar Se Din Kat Rahe Hon Yun Bhi Nahi
Main Mar Mita To Woh Samjha Ye Inteha Thi Meri
Ese Khabar He Na Thi, Khakh Kimiya Thi Meri
Silsile Tod Gaya Woh Sabhi Jaate Jaate
Warna Etne To Marasim They Ke Aate Jate
Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
So Us Ke Shahar Mein Kuch Din Thehar Ke Dekhte Hain
Tera Gham Apni Jagah Duniya Ke Gham Apni Jagah
Pher Bhi Apne Aehad Per Qaem Ham Apni Jagah
ss
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaega
Ghame-E-Hayat Ka Jhagra Mana Raha Hai Koi
Chale Aao Ke Duniya Se Ja Raha Hai Koi
Aisa Nahi Ke Hum Ko Mohabbat Nahi Mili
Tumhe Chahte Thein, Per Teri Chahat Nahi Mili
Dost Ban Kar Bhi Nahi Saath Nibhane Wala
Wahi Andaz Hai Zalim Ka Zamane Wala
Health
Learn information about health care, wellness, fitness, diet, cancer, medications and many more….
Epilepsy
Meningitis Fever
Home Treatment of Eczema
Home Treatment of Dermatitis
Postal Code Of Pakistan
Postal Codes of United Kingdom/England
Postal Codes of United State of America
Postal Codes of India
© Copy Rights 2012 -2017
www.internetpk.com
All Rights Reserved
Contact Us